Dukhtare Shabbir Ki Tashna Dahani Dekh Kar | Nohaqan: Sachey Bhai | Old Noha lyrics | Purane Nohay

2022-09-02 7

ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
Gift for All Momineens
--------------------------
Video Details!
Recited |
Manqabat Title |
Poetry |
Uploaded By | Saiyed VasimHaider Nizamali Bukhari
#noha #nohay #oldNoha #puranenohay #manqbat #shayari #azadari #Comment & #Share To All Momineen.
------------------------
LYRICS
Noha - Dukhtare Shabbir Ki Tashna Dahani Dekh Kar

Nohaqan: Sachey Bhai
.
dukhtare shabbir ki tashna-dahani dekh kar
khoon aankhon may utar aata hai pani dekh kar
dukhtare shabbir....

dono haaton se jigar ko thaam kar tadpe hussain
khaaq may milti mohamed ki nishani dekh kar
dukhtare shabbir....

aks pyaso ka nazar aaya jo sathay aab par
rodiye abbas darya ki rawani dekh kar
dukhtare shabbir....

pani pani hogayi darya ki mauje sharm se
hazrate abbas ki aankhon may pani dekh kar
dukhtare shabbir....

tak rahe hai pyar se bete ki soorat ko hussain
maut roti hai sarahne naujawani dekh kar
dukhtare shabbir....

sar patakti hai behan qaime may rote hai haram
halqe shahe deen pe khanjar ki rawani dekh kar
dukhtare shabbir....

haye kya batlaye kya guzri dile shabbir par
ghodon ki taapo may bhai ki nishani dekh kar
dukhtare shabbir....

khushk honton par phirayi jab zaban baysheer ne
rodiya lashkar adaye bezabani dekh kar
dukhtare shabbir....
--------------------------

Please Share Your Suggestions In Comments
--------------------------
Follow US On Our Social Media Channels :
FACEBOOK : https://www.facebook.com/saiyedvasimhaider.bukhari
INSTAGRAM : https://www.instagram.com/vnbukhari
YOUTUBE : https://www.youtube.com/channel/UC6rGOL8pf4JCklRLs9TNDWQ
TWITTER : https://www.Twitter.com/vasim1230
DAILYMOTION : https://www.dailymotion.com/VasimHaider
--------------------------
Allah jjh
Muhammad saw.
Ali a.s Fatima a.s
Hasan a.s
Hussain a.s.
Zainab a.s
Abbas a.s
Syed nadeem sarwar
Irfan haider
Farhan Aliwaris
Mir hassan Mir
Ali jee
Ali shanawar
Noha Nouha
Nowha
Nohey
Latmiya
Marsiya
Soz
Salaam
Naat
Qasida
Shayari
Muharram
Azadari
Manqabat
Wiladate
Shahadat